Sunday, May 10, 2009

आशय

मां !
मेरा आशय हो तुम ,
मेरे जीने का साहस हो तुम !

मेरा हर  पर्व वो तुम ,
मेरे जीवन का पावन सावन हो तुम !

Friday, February 27, 2009

Anchal

Maaa tere anchal mein sar chupane ka jee karta hian maa,
Meri khamosh shabdon ko samjhti hian tu maa...
Bimaar main aur raat bhar jaagti tu thi maa...
Aaj man udas to kyun nahi hian tu pass maa...
tere anchal mein sar chupane ka jee karta hian maa..

Tuesday, September 9, 2008

....


   I am not a "thing" .. I am a soul
     with a heart that beats and feels,
        and mind that reasons and speaks.



Thursday, May 15, 2008

Life ...

 Is it a beautiful song ? Or a battle ?? or As you take it !
 Is it a sweet story ? or is a riddle ?? or a combination of both !

Saturday, November 3, 2007

गुडिया



Chithi ki tarah dil se jindagi likh dena .
aur .. kahin aur hin bhej dena .
Nanhe se padhon ko sinch kar kaliyon ka Nikalwana .
Aur Fulon ke Guldaste ko ..kisi ko bhet dena .
Anmol aasun ki tarah AAnkhon mein bhar lenaa .
aur pani ki tarah bahaa denaa ..
Aangan mein usaki aawaz chehakaa denaa .
Aur tulsi kisi aur ki bana dena .
Ungali se hath pakarna sikha denaa .
Aur hath kisi aur ko de dena.
Rani si bitiyaa ko gudiya ki tarah khelaa lenaa .
Aur bahu kisi aur ki banaa denaa .
AUTHOR: Priya

Wednesday, December 6, 2006

Crimson Curtain

Smiling and laughing away,
not even a hint of frown
She seems so calm and relaxed,
but you couldn't see how uneasy she is
you can always see her wearing a warm smile on her face,
but couldn't ever see her tears.
The raindrops rolling down her face
Her screams go unheard,
Silenced by the turmoil with in her mind.
But no one could ever know,
what lies behind the crimson curtain.